Episoder
-
Yun Hi Be sabab na phira karo koi sham ghar bhi raha karo by Basheer Badar | Urdu Ghazal | Love Sad Poetry
-
The story of a young man who set out in search of his good fortune and was commanded to:
"You must complete your journey at all costs. You must continue your search, open your eyes, awaken the sleeping intellect in your mind and use it, your destiny will come to you automatically."
قصہ ایک نوجوان کا جو اپنے اچھے نصیب کی تلاش میں نکلا تھا اور جسے یہ حکم ہوا تھا کہ
"تمہیں ہر حال میں اپنا سفر مکمل کرنا چاہیے، تم اپنی تلاش جاری رکھو، آنکھیں کھولو، اپنے دماغ میں سوئی ہوئی عقل کو جگا کر اسے استعمال میں لاؤ، تمہاری قسمت خودبخود تمہارے پاس آئے گی۔"
یہ عربی قصہ جس کا ترجمہ توقیر بُھملہ صاحب نے کیا ہے اور اسے فیس بک کے پیج عالمی ادب کے اردو تراجم پر شائع کیا گیا ہے۔
Arabic Story
Translation from Arabic To Urdu: Tauqeer Bhumla
Voice: Razi Shahab
You can read it on FB Page 'Alami Adab Ke Urdu Trajim'
-
Mangler du episoder?
-
Poem Khandar by Kafeel Azar Amrohvi
you can read it on rekhta.org
https://www.rekhta.org/nazms/khandar-kafeel-aazar-amrohvi-nazms?lang=ur
-
Wo humsafar tha magar us se humnawaai na thi
Ki dhoop chhanw ka aalam raha judaai na thi
Na apna ranj na auron ka dukh, na tera malaal
Shab-e-firaq kabhi humne yoon ganwaai na thi
Mohabbaton ka safar is tarah bhi guzra tha
Shikasta-dil the musafir shikasta-paai na thi
Adawatein thi, tagaful tha, ranjishein thi bahut
bichhadne wale mein sab kuch tha, bewafaai na thi
Bichhadte waqt un aankhon mein thi humari ghazal
Ghazal bhi wo jo kisi ko abhi sunaai na thi
Kise pukar raha tha wo dubta hua din
Sada to aayi thi lekin koi duhaai na thi
Kabhi ye haal ki donon mein yak-dili thi bahut
Kabhi ye marhala jaise ki aashnaai na thi
Ajeeb hoti hai raah-e-sukhan bhi dekh ‘Naseer’
Wahan bhi aa gaye aakhir, jahan rasaai na thi.
– Naseer Turabi -
jo ham pe guzre the ranj saare jo khud pe guzre to log samjhe
jab apni apni mohabbaton ke azaab jhele to log samjhe
vo jin darakhton ki chhanv men se musafiron ko utha diya tha
unhin darakhton pe agle mausam jo phal na utre to log samjhe
us ek kachchi si umr vaali ke falsafe ko koi na samjha
jab us ke kamre se laash nikli khutut nikle to log samjhe
vo khvab the hi chambeliyon se so sab ne hakim ki kar li baiat
phir ik chambeli ki ot men se jo saanp nikle to log samjhe
vo gaanv ka ik zaiif dahqan sadak ke banne pe kyuun khafa tha
jab un ke bachche jo shahr jakar kabhi na laute to log samjhe -
Poem Kabhi Kabhi by Sahir Ludhiyanavi
-
Naye Kapde Badal Kar Jaun Kahan By Nasir Kazmi
-
Niyyat e Shauq Bhar na jaye Kahien
-
Dil Dhadakne ka Sabab Yaad Aya
-
na jane kya mere kandhe pe sar sa rahta hai
-
Friendship, Love, sepration, memory
-
Poem by Arsh Siddiqui about December , Love, Sepration and Hope of return.
-
Poet Ibn-e-Insha
-
feel the love of relationship... poet is unknown...