Episoder
-
Sanat Kumar ji ka Jay-Vijay ko shraap dena. Unka diti ke garbh mein aana aur Sanat Kumar ji ka Narayana ji ki stuti karna.
-
Narayan ji ka VARAH AVTAAR leker Paataal sae Prithvi ko lana orr JAI VIJAY ka Diti ke garbh mae aana.
-
Manglende episoder?
-
Brahma ji ka Sanat kumaro or Rudra ko utpann kerna or sath hi Narad ,Angira, Manu or Shatroopa ko utpann kerna .
-
Maitreya Rishi ka sansaar ki rachna ke baare mein batana aur Brahma ji ka Narayan ji ki kripa se shrishti ko utpann karna.
-
Maitreya Rishi dwara Shri Krishna ji ki stuti karna aur devtaon dwara Shri Narayan ji ki stuti karna.
-
Uddhav ji ke Badrik Ashram mein jaakar apna shareer tyagna aur Vidur ji ka Maitreya Rishi se sansaar ki utpatti ke baare mein puchna.
-
Uddhav ji ka Vidur ji se Shyam Sundar ji ki stuti karna aur unke viyog ka haal kehna.
-
Vidur ji ka Uddhav se Shyam Sunder ji ke bare mein poochna or Udhav ji ka Shyam Sunder ji ki stuti or prashansa karna .
-
Shree Krishnaji aur Vidurji ka Duryodhan ko Pandavon ke liye rajya-bhag dene ke liye samjhana aur Duryodhana ka na manna.
-
Paanch tatvon se shareer ka banna aur devtaon ka sabhi angon mein vaas karna.
-
Brahma ji ke utpann hone aur Shri Narayan dwara unko Bhagwat ke mool chaar shlok kehne ka haal.
-
Raja Parikshit ka shukdev ji se dharm, ved, puran aadi ka haal puchna.
-
Brahma ji ka Naarad ji se Narayan ji ke chaubees avataron ka varnan karna.
-
Brahma aur Naarad ji ka samvaad
-
Shukhdev ji ka sabhi devtao ki pooja kerne sae milne vale phal ke baare mae batana or Raja Parikshit ka unnsae Bhagwat Katha sunaane ke liye kehna.
-
Shukhdev ji ka Raja Parikshit ko batana ki kis tarha Shri Narayan ne van mein tapp karne walo ke liye sab kuch taiyaar karke rakha hain.
-
Shukhdev ji ka Raja Parikshit ko dheeraj dena aur Bhagvat ki stuti ka varnan karna.
-
Raja Parikshit ko Shringi Rishi ke shraap dene ka haal malum hona aur unka Ganga ji ke kinaare jaana aur Shukhdev aadi rishiyon ka bhi wahan aana.
-
Raja Parikshit ka vann mein jaana, Samik Rishi ke gale mein saanp daalna aur rishi putra dwara Raja ko shraap milna.
-
Kaliyug ka Raja Parikshit se baat karna aur apne rehne ki jagha nishchit karna .
- Vis mere