ใจใใฝใผใ
-
Inshan ki Abhilaasha hi ushe jinda rakhti hai chahe wo prem dene ki ho ya prem pane ki ya kuch aur . Iska pura ho jana khushi to deta hai par uske baad hamara jiwan nirash sa ho jata hai isliye hame apni Abhilaasha ko hamesh jinda rakhna chahiye. Uske pura hone par ushe bhul nahi jana chahiye balki ushe jiwit rakhe aur iski wajah se app bhi jivan ka ananad uta sakte hai. Thank you for listening ๐.
-
Hamare jivan ka koi na koi upayog hota hi hai jis din ham us karya ko pahachan lete hai ham anand ki Margh par chal parte hai. Sabse jada anannd hame dusaro ki seva karne par hi milta hai. Agar hamare sath aisa nahi hota to koi aur upayog to hoga hi jishashe ham anannd ko paa sake. Thank you for listening please favourite my channel.๐
-
ใจใใฝใผใใ่ฆ้ใใพใใใ๏ผ
ใใฃใผใใๆดๆฐใใใซใฏใใใใฏใชใใฏใใฆใใ ใใใ
-
Ham aise achche bane rahte hai par mauka ane par beiman bhi ban jate hai aur kisi ko iska pata na chal jaye bas isi ka dar rahta tha. Hamari atama bhi ame rokti hai par ham bas duniya kya kahegi isi ka dar rakhte hai apni hi awaj nahi sunte hame apni awaaz ko sunana chhiye na ki laalach me par kar apna astitva badalna ya mitana chahiye . Thank You. ๐
-
Is kahane me ham ye Jan payenge ki aaj ki ye duniya kaise dodari ho gai hai jo bare logo ka bara aparadh bhi ghush ke muh me sama sakti hai aur agar kisi gàrib ne koi apradh kar diya to sara kanun us par sakt ho jata hai. Thank you for listening and follow me for more interesting stories.๐
-
Ek bar apka vishvash logo par pakka ho jata hai tab aap logo ke sirmaur ban jate hai . Par isko pakka karne ke liye hame sachchai ka sahara lena parta hai aur jab ham sachchai ka sath dete hai tab kabhi kabhi hame suruat me ya age chal kar bhi pareshani ka samana karna par sakta hai par iska inaam hame jarur milta hai . Thank you ๐
-
Is episode me ham ye sunenge ki apne Adikar ko banaye rakhne ki chinta ya use baraane ki chinta me ham apna jivan jina hi bhul jate hai aur ye sochne lagte hai ki ye hamara adhikar kavi samapt na ho jo hamesa bane rahana namumkin hai. Aur is tarah ham apna samay aur jiwan dono kharab kar lete hai. Is episode ko app jarur rune. Dhanyawad ๐๐
-
Vimaata me yaha dikahaya gaya hai ki kis prakaar ham kisi ke bare me koi darana bana lete hai jo ki galat bhi ho sakti hai . Kisi ko pyar dena dene wale par nirbhar karta hai na ki kisi aur ki soch par . Suniye is episode me ki kis prakar ek vimaata bachche ko rakhti hai. Agar apko koi aur kahani sunni ho muche jarur bataiye aapka bahut DHANYAWAD ๐๐
-
Hame kisi bhi aise Kam Ko nahi karna chahiye jisase hame bad me pachtana pare yahi is kahani ka theam hai. Thank you for listening this episode ๐๐.
-
Saadi Vivah jaise mamale kab kidar ulat pher ho jaye kaha nahi ja Sakta. Isliye isme soch samaj ki jarurat parti hai. Ham jise pasad kare Wah srif hame pasand kare aur wafadar ho Aisa jaruri nahi. Sadi agar kuch samay me hi pashchatap me Badal jaye to isshe achcha hai ki ham kuware hi rahe nahi to iska parinam kya ho Sakta hai Aisa is story me bataya Gaya hai . Ishse pura sune aur mujhe bataye apki Rai Saadi ke bare me kya hai. Thank you for listening this story.๐๐
-
Akabar Birbal ki ek log kahani hai ,ki Kia prakar Birbal Akbar ke Darbar me saamil hue. Akbar ne Mahesh das ki budhimata dekh kar Mahesh Das Ko apani Darbar me Birbal Naam dekar Apne nau 9 ratano me saamil Kiya. Ummid hai app Ko ye story achchi Lage gi. Agar kuch aur story sunana ho to please bataye. Thank you for listening.
-
Amir log jab raub dihka kar gari ka chheta rahgir par marte hai to rahgir Ko kaisa lagta hai aur wo kya kar Sakta hai ishi ke bare me is episode me kahani hai . Jo bahut hi rochak tarike se Premchandra ji ne likhhi hai. Ummid hai Apko ye story pasand ayegi. Thank you for listening and let me know if you want to listen any other stories and the moral of this story.
-
Mahine me agar hamare salary me se Jurmana kate to kaisa lagega . Aur agar har mahine hi Aisa go to kaisa lagega ye bat is kahani me samjhai gai hai. Uske sath hi Premchandra ji ye bataye hai ki kai bar ham kisi ke bare me kuca Jada hi soch kar dar jate hai jo hakikat me nahi hota.
-
Ye kahani premchandra ji dawara likhit hai jisme ye samjhaya Gaya hai ki agar Santosh dan ke sath jiya jaye to thore me hi hame sabkuch mil jata hai jo chahiye hota hai. par agar chatorapan ho to sab kuch kam par jata hai. Akhir me ye bhi shikh milti hai ki bare bare log hi Vir nahi hote par wo bhi Vir hai jo roj Apne pariwal ka gujar Basar karne ke liye mehnat karte hai . Aur unka pet bharte hai. Thank you.๐
-
Nasha chahe koi bhi ho wo Nasha hi hoga kisi Vishesh darm ya chati me koi Nasha Amrit nahi ban jata hai. Bura ,Bura hi hoga chahe Kahi bhi rahe.