エピソード
-
Panna dhay ne apne bete ki kurbani dekar raja ke bete ki Jan bachai
-
Jaipur rajdhani he . Yahan bhid he. Mausam behavior garmi jabki udaypur me ahsas nahi he
-
エピソードを見逃しましたか?
-
Pyar bhare ahsas ko yadi mahsus karna he to udaypur sabse achha shahar he
-
Yahan October se March me ghumne sabse achha hota he
-
Ye esi jagah he jise Charo taraf se nadi aur pahado ne baki jagho se alag karke Sima ka nirman kiya
-
Adhiktar ghar aur mahal safed rang se bane he
-
Yahan ek din navo ki sair. Jagmandir.karnimata ka mandir. Dusra din city palace aur jagdish mandir .bagorki haveli. Car museum. Sajjangad fort.zoo dekhna char din beet jayenge.
-
Hare -bhare bag. Talab unme khile phul. Adbhud vastukala ka namuna he
-
Chandi ke adbhud Saman. Darvaja .ghode. baggi .hathi par baithne ka hauda sab chandi ke the. Barten bhi Kai-Kai kilo ke the.
-
Bhavy .alishan. bahut bada.susajjit. sangrhalay me anek vastuye man ko lubhati hai
-
Vishesh sunder.rajasthani vastukala ka prayog hua hai.shishe ke kam ki pachhikari ka vishesh prayog hua he. Yahan aakar parivarik Samarth bhi kiye ja sakte he
-
Yah prachin mandir he jise raja jagat singh ne banaya tha. Iske Ander devi devta ki bahut sunder murtiya he.
-
Unchi choti par Bana hua safed rang ka kila dur se dikhai deta he. Ise mansun palace bhi kaha jata he. Pani ki barbadi ko rokne ki vishesh vyvastha he
-
Udaipur jhilo ki nagri he .yahan har jagah se jhil dikhai deti he. Yahan chhat ka mahtvpurn sthan raha he. Khane ka intjam . Dhup sakte hue. Sham ke samay thandak me chhatta bahut Mayne rakhti he. Jo hotal jhil se dur bhi he.hotlo ki unchai uski duri ghata deti he. Jhil ka najara dekhte hue har kam karna achha lagta he
-
Ye savymbhu he. Jiska nirman nahi Kiya gaya he. Ye dharti se khud nikle he. Inki puja sabse phle ki jati he .ye sabhi rukavto ko dur karte he. Ram vanvas ke samay ram yahan rule the
-
Smrat vikrmaditya ke barabar kisi any insan me itne adhik gun nahi hote .is sinhasan me 32 putliyan thi. Jab bhi raja bhoj vidhipurvk is par baithne ki koshish karte tabhi ek putli jivant hoker vikrmaditya ke guno ka bakhan karti ek kahani sunane lagti. Jise sunne ke bad raja bhej ruk jate ant me unhone is sinhasan ko vahi rakhava diya. Jaha se nikla tha. Us sinhasan ki sari putliya gayab ho gai. Vah sinhasan beraunk ho gaya. Tab uska mhtv bhi khatm ho gaya.
-
Mahakaleshwar mandir ke darshan ka Pura labh tabhi milta hai. Jab kalbharav ke darshan kiye jate he. Murti ko manokamna purn hone par vishesh rup se sharab pilai jati he
-
Bhukhi mata roj ek Bali leti thi. Kumharin ka dukh unhe dahla gaya.raja uske badle apni Bali Dene ko taiyar ho gaye. Raja ko vishesh Tarah se taiyar Kiya. Unke Kahne par anek Tarah ke pakvan mandir se rajmahal tak rakhavaye gaye. Tab devi khush hoker Vartan mangle ke liye boli.
-
Desh me keval ek sthan par vikrmaditya ka mandir dekha. Vishal murti hairan kar rahi thi. Janmans me raja se adhik mahtv rakhte hai
-
Mandir me do bade - bade deep stambha bane hue hai. Inke upper Kai log Kai ghante pahle se kam karne me lage the. Inhe gujrat se vikrmadity yahan laye the. Ye Krishan ji ki kuldevi thi
- もっと表示する